Dil Se Desi Shayari - Poetry Blog
Total Page Views of Dil Se Desi Shayari-Poetry Blog by
Visitors w.e.f. 20.00 Hrs IST 26/06/11
Total Page/Topic Views
Recent Topics
Wednesday, 8 February 2012
Dosti SMS in Hindi
Dosti SMS in Hindi
Click to
Dil Se Desi on Facebook
Dost dost se khafa nahi hota,
Pyaar pyaar se juda nahi hota,
Bhula dena meri kuch kamiyon ko,
Kyunki insaan kabhi Khuda nahi hota…
Zindagi ke raho mein bahut se dost milenge,
Ham kya ham se bhi achhe hazar milenge,
En aacho ki bhid mein hame na bhula dena,
Ham kaha tumhe bar bar milenge…
Dil ki galiyon mein koi gam naho,
Hamari yeh dosti kabhi kam na ho,
Bas yahi hai dua ki tum khush raho,
Kya pata hum “kal ho na ho”
Yaad aaye toh aankhe bandh na karna,
Hum chale bhi jaye toh ghum na karna,
Zaruri toh nai har rishte ka koi naam ho,
Par dosti ka ehsaas dil se kabhi kam na karna.
Dil Ko Dil Se Churaya Hai Aapne
Door Hote Huve Apna Banaya Hai Apne
Kabhi Bhi Bhul Nahi Payenge Aapko Dost
Kyun Ke Dosti Karna Sikhaya Hai Aapne..
`
Doston Ka To Aana Jana Hai,
Par Yeh Dost Tera Purana Hai,
Iss Dost Ko Bhula Na Dena Kabhi Mere Yaar,
Kyun Ki Yeh Dost Teri Dosti Ka Deewana Hai…
`
Aap Ki Dosti Ko Ahsaan Maante Hain,
Jawab Dena Imaan Mante Hain,
Woh Aur Honge Jo Dosti Mein Jaan Dete Hain,
Hum To Dost Ko Hi Apni Jaan Mante Hain…
`
Teri Dosti Ne Bohat Kuch Sikha Diya,
Meri Murjhayi Duniya Ko Phool Jaisey Khila Diya,
Karzdar Hon Mein Us Khuda Ka ,
Jisney Mujhe Tum Jaisa Dost Mila Diya…
`
Kaho Usise Jo Na Kahe Kisise,
Maango Usise Jo Dede Khushi Se,
Chaho Use Jo Tumhe Mile Kismat Se,
Dosti Karo Usise Jo Hamesa Nibhaye Hasi Se…
Har Koi Thumsa Khaas Nahi Hota.
Jo Khaas Hota Hai Woh Kabhie Paas Nahi Hota.
Yakien Na Aaye Tho Chandh Ko Hi Dekho
Jiske Dur Hote Hue Bhi Duri Ka Ehsaas Nahi Hota..
Dil Armano Se Housefull Hai
Pure Honge Ya Nahi Yeh Doutfull Hai
Is Duniya Me Har Chiz Wonderfull Hai
Par Zindagi Tumhare Jaise Dosto Se Hi Beautifull Hai…
No comments:
Post a Comment
Please Leave Your Precious Comments Here
Newer Post
Older Post
Home
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Please Leave Your Precious Comments Here