Total Page Views of Dil Se Desi Shayari-Poetry Blog by
Visitors w.e.f. 20.00 Hrs IST 26/06/11
Visitors w.e.f. 20.00 Hrs IST 26/06/11
Total Page/Topic Views
Recent Topics
Sunday, 29 July 2012
Tere Bagair Yeh Dil Mera Kahi Na Lage
Tere Bagair Yeh Dil Mera Kahi Na Lage,
Tujko Tujse Churalu Agar Bura Na Lage.
Agar Tum Par Marna Hai Toh Is Tarah Maru,
Dil Ko Kya Dhadkan Ko Bhi Pata Na Lage.
Tujko Tujse Churalu Agar Bura Na Lage.
Agar Tum Par Marna Hai Toh Is Tarah Maru,
Dil Ko Kya Dhadkan Ko Bhi Pata Na Lage.
Thursday, 26 July 2012
यम तू जानता है ये धरती है भारत की ----राजीव चतुर्वेदी
|
Sunday, 22 July 2012
Jab Dil Dard Ke Jungle Mein Bhatkta Hain
Jab Dil Dard Ke Jungle
Mein Bhatkta Hain
Tab Teri Kami Bahut
Mehsoos Hoti Hai
Jab Dard Nas Nas Se
Hoker Gujrta Hai
Tab Teri Yaado Ki
Chhaaon Mein Aaker
Zindagi Soti Hai
Jab Tujhe Paane Ko
Bahut Bechain Hota
Hai Ye Dil
Tab Mat Poochh Ye Aankh
Kis Qadar Roti Hai........
Saturday, 21 July 2012
Saza Kaatne Ke Baad Bhi Mujhe Rehaai Na Mili
Saza Kaatne Ke Baad Bhi Mujhe Rehaai Na Mili,
Dhoke Farebi Dunya Me Sachaai Na Mili,
Sab Ko Maloom Tha Meri BeGunahi Ka,
Mujhe Safaai Ke Liye Koi Gawaahi Na Mili,
Jab DiL Ghabraya Dunya Ke Shor Wo Ghul Se,
Bht TaLaash Ki Mgr Mujhe Kahin Tanhaai Na Mili,
Kya Pata Kaise Basar Karte Hain Zindagi Wo Log,
Jin Ko Dunya Dekhne Ke Liye Benaai Na Mill,
Jis Se Wafa Karte The Apna Samjh Kar, “WASI !
Us Se Bhi ilzaam MiLa Koi Achai Na Mili.. !
Kuchh Kaanto Ki Trha Chubhe Tau Kuchh Phool Banke Khile
Zindagi Mein Bahut Se Log Mile
Kuchh Kaanto Ki Trha Chubhe
Tau Kuchh Phool Banke Khile
Koi Mila Chnad Ki Chandni Banke
Tau Koi Mila Pariyo Ki Kahani Banke
Per Jise Bhi Palko Pe
Bithaya Hamne
Wohi Nikal Gaya Aankh Se Paani Banke
Saari Umer Hame Zindagi Ke Yahi
Silsile Mile
Kuchh Kaanto Ki Trha Chubhe Tau
Kuchh Phool Banke Khile
Kaun Saa Lafz Tere Waaste Izaad Karu
Kaun Saa Lafz Tere Waaste
Izaad Karu
Sochti Hu Tujhe Main Kis Naam
Se Yaad Karu
Meri Duaao Kaa Ye Aasar Hai
Ki Tum Chand Ho Gaye
Fir Kis Muh Se Tumhe Naa Paa
Sakne Ki Fariyad Karu
Friday, 20 July 2012
Jaane Kaha Kho Jaate Hain Log
Kati Patang Ki Trha
Jaane Kaha Kho Jaate
Hain Log
Rooh Me Baste Hain
Per Fir
Bhi
Zuda Ho Jaate
Hain Log
Maana Ki Jeene Ke
Sahare Aur Bhi Hain
Bahut
Per Fir Bhi Kayu Her
Pal Zaroorat Ban Ke
Yaad Aate Hain Log
Sunday, 15 July 2012
Saturday, 14 July 2012
Perfect Love.........
He fills my heart with gentleness
He touches me with peace The beauty of his countenance My vision life's timepiece The way he gathers moonbeams The stars that he designs The canvas of my heaven His art of love enshrines The walks upon the earth now The softness of the grass The flowers made of velvet This garden ours at last The hand that touches softly He glides across my face No gentleness is greater Than beauty I embrace
The lips that kiss so gently
Like whispers of a breeze Makes my spirit pirouette With love's sweet rhapsody
Words he speaks like parables
Fulfill my every wish I hear him gently telling me No love could be like this
All these treasures perfect
The love we feel divine Like waves upon the ocean Will last till end of time
Love's journey has no ending
Like the full moon in its glow The circle of our destiny It follows where I go
The messenger of
beauty
Will soar across the sky For perfect love is gathered With the gentle wings that fly. |
Maine Kabhi Zakhmo Ka Shikwa Kiya Nahi
Maine Kabhi Zakhmo Ka Shikwa
Kiya Nahi
Maine Tau Hamesha Apane Dard
Se Mohabbat Ki Hai
Is Shehar Ke Logo Ko Ye Gila Hai
Mujhse
Ki Itne Dukh Seh Ke Bhi Maine
Jeene Ki Hasrat Ki Hai
Ham Ko Mita Sakey
Ham Ko Mita Sakey
Hum kahin aty hain wahis tere bahkane main
Is mahkhane ki mitti ishi mahkhane main
Apna afsana_e_hasti zara parh kar dekho
Mera afsana mile ga tere afsane main
Kab talak laash riwajoun ki uthaye phirty
Lo inhain dafan kiye detye hain pahimane main
Hum ko mita sakye yeh zamane main dam naheen
Hum se zamana khud hay zamane se hum naheen
Is mahkhane ki mitti ishi mahkhane main
Apna afsana_e_hasti zara parh kar dekho
Mera afsana mile ga tere afsane main
Kab talak laash riwajoun ki uthaye phirty
Lo inhain dafan kiye detye hain pahimane main
Hum ko mita sakye yeh zamane main dam naheen
Hum se zamana khud hay zamane se hum naheen
Friday, 13 July 2012
Kitni mohbaat hai
Tumko chuke bhi chune ko karta hai dil………
Pake bhi pane ko karta hai dil………..
Aawargi aane lagi sanso me khushboo chane lagi ……
Ha dil pe diwangi cha gayi is kadar……………
Band aakho me bhi mujhko aaye vo najar……
Kiese kahe hume kintni mohbaat hai kitni mohbaat hai ………
EK pal ki zindgi de ek din duniya…………..
Mohbaat me hai sirf barbadiyan………..
Fir bhi payar ke ye silsile na ruko ………
Mar gaye mit gaye pal kabhi na thame …….
Keise kahe hume kitni mohbaat hai kitni mohbaat hai
Chaha Tha Humne jise
Chaha Tha Humne jise Usse Bhulaya Naa Gaya,
Zakhm Dil Ka Logoun Se Chupaya Na Gaya,
Bewafai Ke Baad Bhi itna Pyar Karti Hoon
Bewafa Ka ilzaam Bhi Usspar Lagaya Na Gaya…
Zakhm Dil Ka Logoun Se Chupaya Na Gaya,
Bewafai Ke Baad Bhi itna Pyar Karti Hoon
Bewafa Ka ilzaam Bhi Usspar Lagaya Na Gaya…
When you are sad,I will dry your Tears
When you are sad,I will dry your Tears
When you are sad, I will dry your tears
When you are scared, I will comfort your fears
When you need love, my heart I will share
When you are sick, for you I will care
You will feel my love when we are apart
Knowing that nothing will change my heart
When you are worried, I will give you hope
When you are confused, I will help you cope
I love the way you...
I love the way you visit each night and fill my dreams with desire
I love the way you touch my hand and fill my soul with fire
I love the way you draw me near for a warm and loving embrace
I love the way when I close my eyes I see your smiling face
I love the way your lips meet mine for a passionate kiss
I love the way just thinking about you fills my heart with bliss
I love the way you never forget to kiss me hello or goodbye
I love the way God's blessed me with such a wonderful guy!
Subscribe to:
Posts (Atom)